Thursday, 3 May 2012
#Dilli (delhi) theme of the day on 3rd May,2012 in #shair
Nabeel Shoeb Nabeel Shoeb @NabeelShoeb
1/3 - Kya bood-o-baash poochho ho poorab ke saakino; hamko ghareeb jaan ke hans hans pukaar ke #shair #Dilli #Mir @iamrana
2/3 - Dilli jo ek shahar tha aalam mein intakhaab; rahte the muntakhib hi jahan rozgaar ke #shair #Dilli #Mir
3/3 - Usko falak ne loot ke veeran kar diya; ham rahnewale hein usi ujare dayar ke #shair #Dilli #Mir
Bharat Tiwari @BharatTiwari
Aan #dilli shaan #dilli, jaan-e-hindustaN #dilli/ Mir Ghalib Daagh Souda, nijamuddin ki #dilli / #shair #dastakaar
आन दिल्ली शान दिल्ली, जान-ए-हिंदुस्तान दिल्ली/ मीर ग़ालिब दाग सौदा, निजामुद्दीन की दिल्ली / #shair #dilli aur @iamrana aapa ko salam
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
#shahrAshob contain ample evidence of contribution by urdu poets thru theirpoems&personal sacrifice to Indian indep #1857 #Dilli
Now for Altaf Hussain #Hali 's #DehliMarhoom #Dilli #shair
1.tazkira Dehli e marhoom ka ab ai dost na chher/Na suna jayega yeh fasana harghiz #Dilli #Hali #shair #DehliMarhoom
2.Daastan gul ki khazaan men na suna,ai bulbul/Hanste hanste humen zaalim na rulana harghiz #Hali #Dilli #dehliMarhoom
3.Dhoondhta hai dil e shoreeda bahane mutrib/ Dard angez ghazal koi na gaana harghiz #Hali #dehliMarhoom #Dilli #shair
4.Suhbaten agli,musawwar,humen yaad aayengi/Koi dilchasp muraqqa na dikhana harghiz #Hali #dehliMarhoom #Dilli #shair
5.Chappe chappe pe hain yaan gohar e yakta tah e khaak/Dafan hoga na kahin itna khazana harghiz #Hali #dehliMarhoom #Dilli #shair
6.Kabhi ai ilm o hunar ghar tha tumhara #Dilli /Humko bhoole ho tau ghar bhiol na jaana harghiz #Hali #dehliMarhoom #Dilli #shair
7.Shairi mar chuki, ab zinda na hogi yaaro/Yaad kar karke ise ji na kurhana harghiz #Hali #dehliMarhoom #shair #Dilli
Akhtar Hussain Akhtar Hussain @akhtar978
badaa gehra ta'alluq hai siyasat se tabaahi ka ! koi bhi shehar jalta hai toh #dilli muskuraati hai !! #MunavvarRana #shair Expand
1h सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
घोड़ा अपना तगड़ा है, देखो कितनी चरबी है / चलता है महरौली में, पर घोड़ा अपना अरबी है ... टग-बग, टग-बग :-) #Dilli #shair #Gulzar #ForeverFav
Mukesh Mukesh @Mukesh7009
:ragon mein daudate firne ke hum nahi kaayal / jab aankh hi sa nah tapka toh phir lahu kyaa hai
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1.Falak zameen o mulaik janab thi #Dilli /Bahist o khuld men bhi intikhab thi Dilli #Daagh #shair #Marsiya-e-Dilli
2.jawab kaahe ko tha,lajawaab thi #Dilli /Magar khyal se dekha tau khwab thi Dilli #Daagh #shair #Marsiya-e-Dilli
3.Pari hain ankhen wahan jo jagah thi nargis ki/Khabar nahin ki ise kha gayi nazar kiski #Daagh #Dilli #shair
4.Falak ne qahr o gazab taak taak ke daala/Tamaam parda e namoos chaak kar daala #Dilli #shair #Daagh
5.Yakayak ik jahan ko halaak kar daala/Gharz ke lakh ka ghar khakh kar daala #Dilli #Daagh #Marsiya-e-Dilli #shair
6.Jalen hain dhoop men shaklen jo mehtab ki thi/ Khinchein hain kaanton pe jo pattian gulab ki thin #Dilli #Daagh #shair
7. Lahu ke chashme hain chashm e pur aab ki surat/Shikasta kaasa e sar hain habaab ki surat #Daagh #Dilli
8.lute hain ghar, dil e khana kharab ki surat/Kahan yeh hashr men tauba! itaab ki surat #Daagh #Dilli #shair
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
मोमिन ये लाफ़-ए-उलफ़त-ए-तक़वा है क्यों अबस / दिल्ली में कोई दुश्मन-ए-ईमाँ नहीं रहा #Dilli #Shair #Momin
2h सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
कौन जाए जौक पर दिल्ली की गलियाँ छोड़कर ... #Dilli #Shair #Zauq
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
#shahrAshob A lament for #Dilli by Mufti Sadruddin #Azurda . He was chief qazi of Delhi during tumultuous #1857 days.
#Azurda was a patriot who had the courage to sign declaration of Holy War ag british 4which he was penalised #Dilli #1857
#Azurda #shahrAshob has poignant references to death of his & Ghalibs friend #Sahbai,a urdu poet,executed by British in #1857 #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1.zewar almas ka tha jin se na pahna jata/ Bhaari jhumar bhi kabhi sir pe na. Rakha jaata #shahrAshob #Azurda #shair #1857
1.Those who cldnt bear the weight of precious pearls&jades/ Those whom a gold jhumar seemed a weary weight #shahrAshob #Dilli #Azurda
2.those who cldnt carry the dupatta, tho of muslin made/ Those who found gauze veil hard to keep in place #shahrAshob #Azurda #Dilli #shair
2.Gauze ka jin se dupatta na sambhala jaata/ Laakh hikmat se orhaate tau naa orha jaata #Azurda #shahrAshob #shair #Dilli
3.Those delicate ladies, alas r made to carry loads/They trudge along a few steps then flounder on the road#shahrAshob #Dilli #Azurda #shair
3.Sar pe bojh liye chaar taraf phirte hain/Do qadam chalte hain mushkil se tau phir girte hain #shahrAshob #Azurda #Dilli #shair
4.those who were irked by garlands, so slim were they, so frail/Those who cldnt sleep at night with hands henna-laved #shahrAshob #Dilli
4. Taba jo gahne se phoolon ki aziyat paati/ Menhdi haathon men laga sote tau kya ghabrati #shahrAshob #Dilli #Azurda #1857 #shair
5.those who lost their sleep at the slightest cause/ If their sheets were ruffled, cldnt sleep at all #Azurda #Dilli #shahrAshob #shair
5.Sham se sunah tak neend na unko aati/ Ek silwat bhi agar bistar men pad jaati #shahrAshob #Azurda #Dilli #1857
6.even the luxury of a pillow is2them denied/with a stone under their head,they wld spend night #shahrAshob #Azurda #Dilli @unknown_indian
6. Unko takia ke bhi qabil Khuda ne na rakha/sang pahloo se uthaya tau sirhaane rakh #shahrAshob #Dilli #Azurda #1857 #shair
7.Thus demented&dismayed i'm forced2seek the wilds/with a stone 2break my head,so beat my breast&die#shahrAshob #Azurda #Dilli #1857 #shair
7.Roz wahshat mujhe sahra ki taraf laati hai/Sar hai aur josh e junoon, sang hai aur chaati hai #shahrAshob #Dilli #Azurda #1857
8.Why shdnt #Azurda wander in the raging wilds /when he finds #Sahbai without a fault, crucified #shahrAshob #Dilli #1857 #shair
8.Kyunke #Azurda nikal jaye na saudaai ho/ qatl is tarah se be jurm jo #Sahbai ho #shahrAshob #Dilli #1857
Truth hurts Truth hurts @unknown_indian
#Sahbai was not only executed,his entire Muhalla was destroyed by british,killing scores of people #Dilli
He later changed his name,went to Hydrabad and prospered there for many yrs #Dilli
Dev Dev @devrajsingh73
Dil ki basti puraani dilli hai / jo bhi guzra hai usney loota hai... #shair #dilli @
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Laden with bags on back Delhi Motorcyclists make, Four lane roads above eight,Filling fully the whole track. #Dilli #shair (S. D. Tiwari)
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
No matter how many malls or flyovers we continue to build or make, This Souless City requires a Spiritual re-shake! #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
http://www.columbia.edu/itc/mealac/pritchett/00litlinks/naim/txt_naim_asarussanadid_2010.pdf Sir Syeds 2 books on #dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1. Asar e sanadid contains 4 taqariz,/praising statements, by 4of the most distinguished citizens of #Dilli #Ghalib #Azurda and
2. Nawab Ziauddin Khan of Loharu and Maulavi Imam Bakhsh Sahba’i, the beloved teacher of Persian at Delhi College #Dilli #Asar e sanadid
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1. #Dilli ki hasti munasir kayi hangamon par hai:Qila,chandni chauk,har roz majma jama masjid,har hafte sair jamuna ke pul ki" #Ghalib #shair
2. #Dilli men har saal melaa phuul vaalon kaa - ye paanch baaten ab nahiin, phir dillii kahaan." #Ghalib #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Ghalib’s letters on events of 1857
11 mayii 1857 ko mairaTh chhaavanii (Meerut cantt) se kuchh baGhii sipaahii bhaag kar dehlii aaye. #Ghalib on #Dilli in #1857
2,shahar panaah ke muhaafzon ne, jo unhin ke hampesha aur bhaaii band the aur qudartan un se ham dardii rakhate the #Ghalib #dilli #1857
3 shahar ke darvaaze khaul diye. bahut se lashakar, sardaaron ke baGair, tayyaar ho gaye.#Ghalib #dilli #1857
4. . bahut sii faujen afasaron baGair laDaaii ke liye uTh khaDii huyii." #Ghalib #dilli #1857
5. 18 sitambar ko delhii aur qile par anGarezon kaa qabazaa ho gayaa #Ghalib #dilli #1857
6.goron ne, shahar men daakhil hote hii, begunaahon aur benavaahon ko qatal karnaa shuruu kiyaa #Ghalib on #dilli #1857
7. haaye, itane yaar maare ke ab jo main maruun gaa to meraa koii rone vaalaa bhii na hogaa #Ghalib on #dilli after #1857
8.bichde huye,qiyamat hi ko jama hon to hon, vaha kya khak jama honge,sunni alag,shia alag,nahav juda,bad-juda." #Ghalib on #dilli #1857
Neha Neha @SpinAndSwirl
Jab tak tumse phir milaaqat ho, humne tumhari khushboo ko ik sheeshee mein qaid kar, tumhari yaadon ke saath jeena seekh liya. #Dilli #Shair
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
बल्लीमाराँ से दरीबे तलक, तेरी मेरी कहानी दिल्ली में ... #Gulzar #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1. "mushaira yahan shahr men kahi nahin hota Qile men shazaadgaane taimuuriya jama ho kar kuch ghazal khaani kar lete hain" #Ghalib #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1.Tyrannous Sky! Are there any more disasters left? Why do you spy upon Delhi through the Sun’s eye? #Dilli #18c #Pasha #shair
2.In sorrow for Delhi’s ruin,rather than pure wine, Delhi’s wine-drinkers now drink their own hearts’ blood. #Dilli #18c #shair
3.I have such love for this place that after I die I’ll watch over Delhi through a chink in my grave #Pasha #18c #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Alas for those who were the soul of Delhi! They went to heaven, imagining Delhi-Hakim Mohd Ahsan Khan Bahadur “Ahsan,” #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
arz-e-dakkan men jaan to #dilli men dil bani/ aur shahar lakhanau men hina ban gai Gazal/ #GaneshBihariTarz #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
1. ham to chalate hain lo Khuda haafiz / butkadaa kaa buton Khuda haafiz #Zafar on leaving #Dilli
2.kar chuke tum nasiihaten ham ko / jaao bas naaseho Khudaa haafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
3.aaj kuchh aur tarah par un kii / sunte hain guftaguu Khudaa haafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
4.bar yahii hai hameshaa zaKhm pe zaKhm / dil kaa chaaraaGaron Khudaa haafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
5.aaj hai kuchh ziyaadaa betaabii dil-e-betaab ko Khudaa haafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
6,kyo.n hifaazat ham aur kii Dhuu.Ndhe.n / har nafas jab ki hai Khudaa haafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
7.chaahe ruKhsat ho raah-e-ishq me.n aql // ai "Zafar" jaane do Khudaa hafiz #Zafar on leaving #Dilli #shair
Madhavan Narayanan Madhavan Narayanan @madversity
Evpcatove! RT @iamrana: #Dilli ke na kooche thay, aurake musavir (parchment of a painting) thay, jo shakl nazar aayi tasveer nazar aayi #Mir
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
#Dilli ke na kooche thay, aurake musavir (parchment of a painting) thay, jo shakl nazar aayi tasveer nazar aayi #Mir #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
“Ey Mushafi! Na inse kabhi jee lagayiye,Zaalim ghazab ki hoti hain yeh dilli waliyan.” #Dilli #Shair
Manju Banerjee Manju Banerjee @manju42
Bachpan ki bahut yaad aati hai,kitni khubsurat aur rangili,bachpan beeti itihaas ki panne jaisi shahar #Dilli!
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Both heart and Delhi may have been worn out, but some little pleasures still remain in this ruined house #Mir #Dilli #shair
Dil va Dilli dono agar hai kharaab; Pa kuch lutf us ujde ghar mein bhi hain,” #Mir #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
“Delhi in all its ruined destruction, Was better than Lucknow. It would’ve been better to have breathed my last there.” #Mir #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
that city that the heavens have looted and laid waste, I am an inhabitant of that destroyed garden.” #Mir #shair #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Delhi, that chosen city of the world where only those of privileged professions resided #Mir #shair #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
There is now in this town a famine of the grief of love, Asad/ We've agreed that we would remain in Delhi-- what will we eat? #Dilli #Ghalib
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Raat din hai gardish mein hain saath aasmaan; Ho rahega kuch na kuch ghabrayein kya #Ghalib #shair before events of 1857 on #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
“Dil ki basti bhi shehar dilli hai; Jo bhi guzra usee ne loota.” #Mir #shair #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
the antics of cruel sky hav played hideous role, keep ur fire under leash,grumble ye no more, Y shld ur feelings b publicly exposed? #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
#Shahrashob by Mir Taqi Mir after the destruction bought about by Ahmed Shah Abdali's plunder of #dilli shows his anguish&concern
1.When living became an uphill task, In soldiers camp we sought refuge, In narrow straits we found them caught. #Mir #Dilli #ShahrAshob
1.Mushkil jo apni huyi jo bood o baash, Apne lashkar men hum baraye talash, Unke dekhi yaan ki turfa maash, #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
2.They lived on bread stale& scorched, No drop of drink, no spoon of broth #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
2. Haye lab e nan pe sau jagah khirash, Nayi daam e aab hai, nayi chamchaa e aash. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
3.My friends, I found were nearing death, Deprived of goods were all I met, Each and all were poverty pressed, #Mir #Dilli
3.Marne ke martabe men hain ahbaab, Jo shanaasa mila so be asbaab, Tangdasti se sab bahaal kharab, #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
4. If one had thread, he had no rope, If one had carpet,none to roll. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
4..Jiske hai baal tau nahi hai tanaab, Jiske hain farash tau nahi hai faraash. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
5.Zindagi huyi hai sab pe bawaal, Kunjre jheenken hai, rote hain baqaal, #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
6. Soldiers used their swords and shields as cots. The king and councillors, bankrupt all #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
6. Pooch mat kuchh sipahiyon ka haal, Ek talwar neeche hai, ik dhal, Badshaah o wazeer sab qalaash #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
7.Paise wale jot hay huwe hain faqeer, Tan se zaahir ragen hain jaisi lakeer, Hain maazib gharz sagheer o kabeer, #Mir #Dilli #ShahrAshob
7.Men of means have joined beggars fold, Their veins like lines on paper,on their body show, Great&small r helpless,so r young&old #dilli
7, Makhiyan si giren hazaaron faqeer, Dekhen tukda agar baraber mash. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
8.A thousand beggars pounce together like a swarm of flies, When a crumb or grain of wheat somewherethey descry #Mir #Dilli #ShahrAshob
8,Makhiyan si giren hazaaron faqeer, Dekhen tukda agar baraber mash. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
9.Every head lies benumbed, Horse and camel are sans strength, Hunger cries on every
9.Shor mutliq nahi kasu sar men, Zor baaqi nahin asp o ushtar men, Bhook ka zikr aql o aksar men #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
10.Thanks to the civil strife, soldiers sit content, No fear of drunken brawls or youth vagrant. #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
10.Khaana jangi se aman lashkar men, Na koi rind hai, na koi oobaash.#Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
11 Unscrupulous r they all,the town’s elite, Everyone doth understand how they speak&treat, Moreover, these haughty rich aren’t easy2reach #dilli
11Jitne hain yaan ameer, be dastoor, Phir yeh husn o salook sab mashoor, Pahunchana un talak bahut hai door #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
12.In their absence who can dare speak? Their conduct hurts theheart, biting is their speech #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
12 Baat kahne kaa waan kise maqdoor Haasil unse na dil ko ghair khiraash #Mir #Dilli #ShahrAshob
13.Enough now my pen,your tongue control, Who will b regaled with this tale of woe? #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair @DrTahirZaidi @akhtar978
13 Bas qalam ab zabaan ko apni sambhaal, Khush numa kab hai aisi qail o qaal, #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
14.Hai kudhab charkh e roo seah ki chaal, Maslehat hai ke rahiye hokar laal, Fayda kya jo raaz kariye faash #Mir #Dilli #ShahrAshob #shair
Shaiq Ali Khan Shaiq Ali Khan @ShaiqKhan
In dinon garche Daccan mein hai badi qadr e sukhan/ Kaun jaye 'Zauq' par #Dilli ki gailyan chhoddh kar!
AbidZaidi1 AbidZaidi1 @AbidZaidi1
#Shair "Ye bola #dilli ke kutte se gaon ka kutta, kahaan se seekhi adaa tu ne dum dabane ki. Wo (cont) http://tl.gd/h8od6s
Ambreen Ambreen @Ambreenzaidi
Tuu baazid hai to jaa `Faraz` magar Waapasi us galii se mushkil hai
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
दरो-दीवार पे सब्ज़े की हुकूमत है यहां, होगा ग़ालिब का कभी अब तो ये घर मेरा है ... #Dilli #Shair #AnwarJalalpuri
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
बेज़बानी का हो गई है शिकार, असदुल्लाह ख़ान की दिल्ली ... #Dilli #Shair #AnwarJalalpuri
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
ख़्वाब, क़िस्सा, ख़याल, अफ़साना / हाए उर्दू ज़बान की दिल्ली ...#Dilli #shair
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
कुछ यक़ीं कुछ गुमान की दिल्ली, अनगिनत इम्तिहान की दिल्ली ... #Dilli #shair
àKîF àKîF @khaans
thaa 'Zauq' pahale dilli mein punjaab kaa sa husn.. par ab vo paani kahte hain multaan bah gayaa. #dilli #shair
अतुल प्र. त्रिवेदी अतुल प्र. त्रिवेदी @aptrivedi
एक ही गश्त में आग-सी लग गयी / सर्दियाँ हैं कहां चांदनी चौक में #Dilli
अतुल प्र. त्रिवेदी अतुल प्र. त्रिवेदी @aptrivedi
ये उदासी , धुआं चांदनी चौक में / चांदनी है कहाँ चांदनी चौक में #Dilli
सौरभ श्रीवास्तव सौरभ श्रीवास्तव @saurabh_prayag
है अब इस मामूरे में क़हते-ग़मे-उल्फ़त, ‘असद’ / हमने यह माना कि दिल्ली में रहें, खायेंगे क्या #Dilli #Ghalib
Shaiq Ali Khan Shaiq Ali Khan @ShaiqKhan
Be zabaani ka ho gayi hai shikaar, Asadullah Khan ki Dilli// Ahl e dil, isko dil samajhte hain/ Ye hai hindostaan ki #Dilli !
Shaiq Ali Khan Shaiq Ali Khan @ShaiqKhan
Thi kabhi aan baan ki Dilli/ Khwaab, qissa, khayaal, afsaana, Haaye urdu zabaan ki #Dilli !
Syed Hussain Abidi Syed Hussain Abidi @TehzeebeLucknow
jisne dil se apnaee uski hai dil vale #Dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Khoon Jab Se daadh Me Unki, Garibon Ka Laga..Chod Di Hai Rotiyan Mehnat Ki Khana Aajkal #Dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Unka #Dilli Mein Hua Jabse Thikana Aajkal..Chod Baithe Gaanv Ki Galiyon Mein Aana Aajkal
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Hain ab is maamure mein kahte ghum-e-ulfat "Asad"..Humne ye mana ke #Dilli mein rahen khawenge kya #Ghalib @
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
यहाँ बोलने की इज़ाज़त नहीं है, बड़े जालिमों की कचहेरी है दिल्ली #Dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
किसी की भी चीखों को सुनती नहीं है, बस इस मांमले में बहरी है दिल्ली, , #Dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
किताबों मैं देखो सुनहरी है दिल्ली , भरी रात में भी दोपहरी ही दिल्ली , #Dilli
Truth hurts Truth hurts @unknown_indian
Dafan tujhme koi fakhr-e-rozgar aisa bhi hai ! Tujhme pinha koi moti aabdar aisa bhi hai ! #iqbal on Ghalib #dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Jise Dil Diya Wo #Dilli Chali Gayi,Jise Pyar Kiya Wo Italy Chali Gayi,Dil Ne Kaha KhudKushi Karle Jalim,Bijli Ko chua To Bijli Chali Gayi
Truth hurts Truth hurts @unknown_indian
Zarre zarre me tere khawbida haiN shams-o-qamar ! yun to poshida haiN teri khaak me lakhooN guhar !! #iqbal on ghalib's #dilli
Truth hurts Truth hurts @unknown_indian
ae jahaan_aabad ae gahwara-e-ilm-o-hunar ! haiN sarapa nala-e-khamosh tere baam_o_dar !! #iqbal on ghalib's #dilli
Shreelesh Kumar Shreelesh Kumar @shreelesh
Keh do Zafar se #Dilli ke us kooh-e-yaar mein, Do gaz zameen milti hai ab satahar hazaar mein.
Shreelesh Kumar Shreelesh Kumar @shreelesh
Hai ab is mamure main qahat-e-gam-e-ulfat #Asad, Ham ne ye mana ke #Dilli mein rahe khayenge kya. #Ghalib
Inder Inder @jilaawatan
Arz e dakkan mein jaan, to #dilli mein dil bani.. Aur shahar lakhanau mein, hinaa ban gai gazal.. #shair
shabana saher shabana saher @SHABANA_SAHER
Zamin Pak hamare jigar ka tukda hai , hame aziz hai #Dilli o lucknow ki trah... #alisardarjafri #shair
shabana saher shabana saher @SHABANA_SAHER
Dil ki basti bhi shahre #Dilli hai, Jo bhi guzra usine luta hai #Meer #shair
Shreelesh Kumar Shreelesh Kumar @shreelesh
Keh do Zafar se #Dilli ke us kooh-e-yaar mein, Do gaz zameen milti hai ab satahar hazaar mein.
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of girth and grime and mirth...... Our Delhi is a paradise on earth. #Dilli #KushwantSingh
shams shams @shams_z
Lucknow aane ka baa'is nahi khulta yaani :: hawas e sair-o-tamasha, so kam hai hamko.. #dilli #lucknow #shair #ghalib
Syed Nawazur Rahman♬ Syed Nawazur Rahman♬ @dost_rahman
arz-e-dakkan me.n jaan to dilli me.n dil banii aur shahar laKhanau me.n hinaa ban ga_ii Gazal [Ganesh Bihari Tarz] #Shair #Dilli
anand pandey anand pandey @anandnama
"Ai 'Mushafi' na inse kabhi jee lagayiye/ Zaalim gazab ki hoti hain ye Dilli-waliyaan" #DIlli #GhulamHamdaniMushafi 1725-1824
Bharat Tiwari Bharat Tiwari @BharatTiwari
#Dilli #Shair #Mir n/n Discovering who he was, the attendees embraced him and Mir made Lucknow his home for his remaining life.
#Dilli #Shair #Mir 7/n Us ko falak ne loot ke veeraan kar diya / Hum rehne waale hain usi ujde dayaar ke
#Dilli #Shair #Mir 6/n #Dilli jo ek sheher tha, aalam mein intekhaab /Rehte thay muntakhab hi jahaan rozgaar ke
#Dilli #Shair #Mir 5/n Hum ko ghareeb jaan ke, hans hans pukaar ke/
#Dilli #Shair #Mir 4/n one of his most famous sher Kya bood-o-baash poochho ho, poorab ke saakino ?
#Dilli #Shair #Mir 3/n Being out of style and not in vogue he was easily noticed, but was not recognized until he came up ..
#Dilli #Shair #Mir 2/n New to the city of d flamboyant Nawabs, reached the elitist gathering alone in an old-fashioned and modest dress.
#Dilli #Shair #Mir 1/n It is said that the day he arrived in Lucknow, there was a mushaira he had to attend.
Koochey nahin #dilli ke, auraaq-e-musawwir hain / Jo shakl nazar aayi, tasveer nazar aayi #shair #mir
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of callous indifference breeding.... Full of pastures fast recedin #Dilli #KushwantSingh
Mukesh Sharda Mukesh Sharda @mukeshsharda
Bechain hain kal kay hakim apne majaar mein ke soye hain aaj kay hakim #Dilli ke darbar mein
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of housing haywire going.... Full of Sewage into Jamuna flowing #Shair #Dilli #Kushwantsingh
अतुल प्र. त्रिवेदी अतुल प्र. त्रिवेदी @aptrivedi
बशीर बद्र की एक गज़ल "चाँदनी चौक में " है !! किसी के पास हो तो #Dilli #Shair में दे दे
अतुल प्र. त्रिवेदी अतुल प्र. त्रिवेदी @aptrivedi
हम दिल्ली भी हो आये हैं लाहौर भी घूमे / ऐ यार मगर तेरी गली तेरी गली है #Dilli
9h àKîF àKîF @khaans
In dinon garche dakkan mein hai barhi qadr-e-sukhan.. Kaun jaye "zauq" par #dilli ki galiyan chorh kar. #shair
Hgk Hgk @huma_gkhan
Derwesh-e-Khuda mast na sharqi hai na gharbi / Ghar uss ka na #Dilli,na Safahan, na Samarqand (sharqi/gharbi=eastern/western) #shair #Iqbal
àKîF àKîF @khaans
Ashk aankh mein kab nahi aata.. Lahu aata hai jab nahi aata. #Dilli is incomplete without the mention of #Mir. #Shair
Prateesh Gandhi Prateesh Gandhi @prateeshgandhi
#dilli sheher mein kaafi kuch dekhne ko mil jata hai// BHAARAT k har kone ka insaan yahan dikh jata hai// #shair
Hgk Hgk @huma_gkhan
Ho teray bayaban ki hawa tujh ko gawara/ Iss dasht say behter hai na #Dilli na Bukhara #shair #Iqbal
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
a Kitne hi aaye log sahi ghalat yahaN par/ har ajnabi ko apna bana leti hai #Dilli #shair #ByMe
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
In dinon garche dakkan me hai badi qadr-e-sukhan..Kaun jaye "zauq" par #Dilli ki galiyan chod kar
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Ahal-e-jauhar ko watan me rahane deta gar falak..Lal kyun is rang se aata badakhshan chod kar #Dilli #Zauk
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Main hun wo gumnam jab daftar me naam aya mera..Rah gaya bas munshi-e-kudrat jagah van chod kar #Dilli #
Asphault @KuiiperBelt
Pagri apni sambhaaliye ga, Mir, Aur basti nahi’n, yeh Dilli hai. #Shayari #Dilli
Asphault Asphault @KuiiperBelt
In dino’n garche dakkhan mei’n hai bari qadar-e-sakoon, Kaun jaae Zauq, par, Dilli ki galiaa’n chhor kar. #Dilli
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
Kitne hi raaz dil meiN chhipaa leti hai #Dilli / chup-chap hi zulm-o-sitam seh leti hai #Dilli #shair #ByMe
Hgk Hgk @huma_gkhan
in dinon garche dakkan mein hai badi qadr-e-sukhan/ kon jaye #zauq par dilli ke galiyan chodkar #Dilli #shair
Anoooo Anoooo @Anu_Singh_
Anoooo Anoooo @Anu_Singh_
#Dilli Dilwalo ki suna humne Chalo dekhe katil mera bhi yehi kahi hoga @Shweta_Ambolkar #shair
àKîF àKîF @khaans
Ye Dastoor-e- Zuban Bandi Hai Kaisa Teri Mehfil Mein.. Yahan To Baat Karne Ko Tarasti Hai Zabaan Meri
Hgk Hgk @huma_gkhan
arz-e-dakkan mein jaan to dilli mein dil bani/ aur shahar lucknow mein hina ban gai gazal #Dilli #shair #GBTarz
Ambreen Ambreen @Ambreenzaidi
In dinon garche dakan mai hai bari qadr e sukhan Kaun jaye "zauq" par dilli ki galiyan chorakar #Dilli
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Ghar se bhi vaqif nahin uske ki jiske waste..Baithe hain ghar bar sab hum khana viran chod kar #Dilli #Zauk
Sikander Khan Sikander Khan @Me_Sikander
Main wo majnu hu jo niklu kunj-e-zindan chhod kar..Shab-e-jannat tak na khaau sang-e-tiflaa chhod kar #Zauk #dilli
Hgk Hgk @huma_gkhan
hum dilli bhi ho aaye hain lahore bhi ghume/ ae yar magar teri gali teri gali hai #Dilli #shair #
Hgk Hgk @huma_gkhan
tha ‘zauq’ pehlay dilli mein panjab ka sa husn/ par ab wo pani kahate hain multan bah gaya #Dilli #shair #Zauq
Junaid. Junaid. @juneymb
Hai ab is mamooreh mein qaht e gham e ulfat, Asad, Hum ne mana #Dilli mein rahen, khawenge kya #Shair #Ghalib
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
Aashiqi bhi #Dilli se mushqil hai/ phir muhabbat usi se mushqil hai. #Faraz #shair
Ambreen Ambreen @Ambreenzaidi
Thaa 'Zauq' pehle dilli me Panjab ka saa husn Par ab vo paani kehte hain multaan bah gayaa #Dilli
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of jolting, full of stoking... Full of lanes and by lanes choking... #Dilli #Shair #Kushwantsingh
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of people, overflowing.. Markets onto the road going... Full of fumes, full of gases... Full of ultra modern asses..#Dilli #SKSingh
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Full of shining, made-up faces... Full of heart and cancer cases.. Car and truck and motorcycle.... Full of Vehicle on the vehicle...#Dilli
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
Humpty Dumpty, hocus pocus, hurly burly... If there is a paradise on earth, it is Delhi #Dilli #Kushwantsingh
Ambreen Ambreen @Ambreenzaidi
Aashiqii bhi dilii se mushkil hai Phir muhabbat usii se mushkil hai #Dilli
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
14.kisi ki chashm na hogi ke wo pur aab na ho/siwae iske tiri baat k jawab nahi/ ke ye zamana hai betarah k, zyada na bol #Dilli
13. Be done with ur tale #Sauda I can bear no more/not a single heart is there wh grief has left ungored #Dilli
13.bas ab khamosh ho #Sauda ke aage taab nahin/Wo dil nahi k ab is gham se jo kabab nahi #Dilli #shahrAshob #shair
12.With babies in their arms,tender rosyfaced/they beseech passersby in nervous way/"these beads r precious,buy them please, v pray #Dilli
12.hai ik god me ladka,gulab ka sa phyl/aur unke husne talab k har ek s ye asool/" k khake pak k ye tasbih hai,jo lijiye mool" #Dilli #shair
11.ladies of respected homes a diff mode embrace/Wrapped in veils touching the toes,they roam from place to place #Dilli #shahrAshob #shair
11.Najeeb zadiyon ka in dinon hai yeh mamool/wo burqa sar pe k jiska qadam talak hai tool #Sauda #shahrAshob #shair #Dilli
10.despair crushed lie hearts 1ce alive with hope/honor&esteem hav ditched gentlefolks/those used2luxury travel r denied humblr modes #Dilli
10.Karod dil pur az umeed ho gaya mayus/gharon se yun najba k nikal gai namus/mili na doli unhe jo thay sahib e chandol #Dilli #shahrAshob
9.diya bhi wahan nahi roshan,thay jis jagah fanoos/Pare hAin khandaron men aina khaanon
8.Ke yun mita diya goya k naqshe batil tha/ajab tarah ka ye bahre jahan men sahil tha/k jiski khak se leti thi falak moti rol #Dilli #shair
7.Jahanabad tu kab is sitam ke qaabil tha/ Magar kabho kisi ashiq ka ye nagar dil tha #Sauda #shahrAshob #shair #Dilli
5. Villages by the river side were verdant and fertile/ village belles gathered nectar from the flowing tides #Dilli #shahrAshob #Sauda
5.Rakhe thay seer yeh panghat ke gird le dehaat / ke lab jahan ke thay pinhaareon ke aab e hayaat #Dilli #Sauda #shahrAshob #shair
4(contd) Where once nightingales frolicked among the buds and bloom #Dilli #shahrAshob #Sauda
4. (contd) Gulon ke saath jahan bulbulein karen thi kalol #Dilli #shahrAshob #shair
4.Jahan thay sarw o sanober, hai us jagah zaqoom / Mache hai zagh o zaghan se ab is chaman men dhoom #Dilli #Sauda #shahrAshob #shair
3. Who knows whose evil eye has swallowed up this garden/Whose steps have profaned its soft scented paths #Sauda #shahrAshob #shair #Dilli
3.Ye bagh khaa gayi kiski nazar, nahi maloom/Na jaane kin ne rakha yahan qadam, woh kaun tha soom #Sauda #shahrAshob #shair #Dilli
2.If some1 4evening prayers visits d mosque/he'll find it dark&lonesome,w/o flame,spark/not a single house wher jackals dont bawl #Dilli
1.If i tell the tale of #Dilli s devastation/even a simpleton will feel struck with consternation #Sauda #shahrAshob #shair
1.Sakoon jo shahr ki weerani se karoon aghaaz/ Tau is ko sun ke karen hosh chughad (simpleton) ke parwaaz #Sauda #shahrAshob #Dilli
Krish Krish @thehistoryboy
"Deeda-e-giryaan hamaara neher hai / Dil-e-kharaaba jaise #Dilli sheher hai" #Mir
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
Hum #Dilli bhi ho aaye haiN lahore bhi ghume/ aye yaar magar teri gali teri gali hai. #BashirBadr #shair
Rachna Sinha Rachna Sinha @Rachna49
Kitna hae badnasib #Zafar dafn ke liye/Do gaz zamin bhi na mili kuu-e-yaar mein #Dilli #Shair
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
Arz-e-dakkan meiN jaan to #Dilli meiN dil banii/ aur sheher Lakhnau meiN hinaa ban gayii ghazal. #shair
Ashish Jog Ashish Jog @AshishJog
Hai ab is maamure meiN qahat-e-Gum-e-ulfat #Asad/ hum ne ye maanaa ki #Dilli meiN raheiN khaayeNge kya. #Ghalib #shair
Shaiq Ali Khan Shaiq Ali Khan @ShaiqKhan
Kuchh yaqeen kuchh gumaan ki dilli/ Anginat imtehaan ki dilli//Maqbare tak nahin salaamat ab/Thi kabhi aan baan ki #dilli!
Rachna Sinha Rachna Sinha @Rachna49
Iske baayein tarf bhi dil hae, iske daayein taraf bhi dil hae/Ye shahar nahin mehfil hae... #Dilli #Shair #PrasoonJoshi
AbidZaidi1 AbidZaidi1 @AbidZaidi1
"Arz-e-dakkan mei.n jaan, to #dilli mei.n dil bani~Aur shaher Lucknow mei.n hina ban gayi ghazal" #Shair #GBTarz
Krish Krish @thehistoryboy
"Deeda-e-giryaan hamaara neher hai / Dil-e-kharaaba jaise #Dilli sheher hai"
vinod sagar vinod sagar @dhemansvinod
A Paradise, that’s Delhi ..... #Kushwant singh's poem of delhi #Dilli
Raza Rumi Raza Rumi @RazarumiWah. A perfect rep of 'sheher-e-ashob' theme RT @thehistoryboy: "Deeda-e-giryaan hamaara neher hai / Dil-e-kharaaba jaise #Dilli sheher hai"
Rachna Sinha Rachna Sinha @Rachna49
Dilli jo ek shahar tha aalam mein intekhab/Rahte the muntakhib bhi jahan rozgar ke... #Mir #Shair #Dilli
Shah Fahd (Haqq) Shah Fahd (Haqq) @shahfahadhusami
Kehte the #Dilli bahooot bada hai/ aya to rehne ka thikana na mila #shair
saagar saagar @_Saagar
As i wait at the bus stop for Delhi's dome of sweat to break into a monsoon of steel and rip my Achilles heel #ShahidAli #Dilli.
Prasoon Dixit Prasoon Dixit @prasoondxt
"In dinon garche dakan mein hai badi qadr-e-sukhan; Kaun jaye "Zauq" par dilli ki galiyaan chhodkar !!" #Dilli #Shair
Shah Fahd (Haqq) Shah Fahd (Haqq) @shahfahadhusami
Yeh nai delli kaha wo dilli hai ,Jaha diwale basa karte the #Dilli #shair
Prabhjot Bhatti Prabhjot Bhatti @BhattiPrabhjot
arz-e-dakkan mein jaan to dilli mein dil bani, aur shahar lakhanau mein hinaa ban gai Ghazal.. #shair #Dilli #Tarz
Shiraz Hassan Shiraz Hassan @ShirazHassan
Jis Ke Dam Se #Dilli o #Lahore Hum Pehlu Huwey / Ah, Ae Iqbal! Woh Bulbul Bhi Ab Khamosh Hai - #Iqbal #Shair
Shah Fahd (Haqq) Shah Fahd (Haqq) @shahfahadhusami
dilli tere deedar ko taraste the/Jab deedar hua to sakta tha. #Dilli #shair
Truth hurts Truth hurts @unknown_indian
aah to ujrhi hui #dilli me aramida hai ! Gulshan-e-wemer me tera ham_nawa khawabida hai !! #iqbal on #ghalib #shair
Sair Mir Sair Mir @sairmir
'Hai ab is ma'amuure mein kehat-e-gham-e-ulfat #Asad / Hum ne maana ke #Dilli mein rahein, khaaweinge kya.'
Ibrahim patel Ibrahim patel @iby70
#dilli, dilli bohot door hai, (its not exactly #shair).Its true for gujratis & specially frm uk. I hear this a lot @iamrana
Rachna Sinha Rachna Sinha @Rachna49
In dinon garche dakkan mai hai badi qadr-e-sukhan/Kaun jaye #Zauq par dilli ki galiyan chhod kar #Shair #Dilli
Aam Aadmi Aam Aadmi @MeMangoMan
#shair : Hunooz #Dilli Door ast
Mukesh Mukesh @Mukesh7009
Hanooz Dilli dur ast #Dilli #shair
Rana Safvi Rana Safvi @iamrana
Teer bhi tu, tarkash bhi too, Tujh mein josh tani hui kamaan; Us par makhmal-shaneel ki mayaan, #Dilli #zabaan via @Meetasengupta
Baat bin baat cheer deti logon ke jahaan Aisi hai mere sheher ki zubaan #Dilli #shair
Gee Gee @GayatriiM
In dinon garche dakan mai hai bari qadr e sukhan /Kaun jaye #Zauq par #Dilli ki galiyan chorkar . #Shair #Delhi
Asphault Asphault @KuiiperBelt
Kaun jaye Jauk yeh #Dilli ki galiyan chchord kar... #Shayari
Kanupriya Singh Kanupriya Singh @_Kanupriya
ये शहर नहीं महफ़िल है #Dilli #shair #PrasoonJoshi
Kanupriya Singh Kanupriya Singh @_Kanupriya
अपनी आँखों का तारा भी / यहाँ प्यार में देखो खोता है #Dilli #shair #PrasoonJoshi
Kanupriya Singh Kanupriya Singh @_Kanupriya
है अब इस मामूरे में क़हत-ए-ग़म-ए-उल्फ़त असद / हमने ये माना कि दिल्ली में रहे, खायेंगे क्या? #Dilli #shair #Ghalib
Urdu Shairi
Dilli
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment