January is a month of many poet anniversaries, this schedule is based on the famous verses of those poets.
1.chupke chupke raat din aansu bahana yaad hai
hum ko ab tak aashiqi ka wo zamana yaad hai
Hasrat Mohani
2.dosti jab kisi se ki jaye
dushmanon ki bhi raaye li jaye
Rahat Indori
3.ab to mazhab koi aisa bhi chalaya jaye
jis mein insan ko insan banaya jaye
Neeraj
4.raushan jamal-e-yar se hai anjuman tamam
dahka hua hai aatish-e-gul se chaman tamam
Hasrat Mohani
5.aap pahlu mein jo baiThen to sambhal kar baiThen
dil-e-betab ko aadat hai machal jaane ki
Jaleel Manikpuri
6.hawa bhi KHush-gawar hai
gulon pe bhi nikhaar hai
abhi to main jawan hun
Hafeez Jullandhari
7.har waqt ka hansna tujhe barbaad na kar de
tanhai ke lamhon mein kabhi ro bhi liya ka
Mohsin Naqvi
8.ranjish hi sahi dil hi dukhane ke liye aa
aa phir se mujhe chhoD ke jaane ke liye aa
Faraz
9.tum itna jo muskura rahe ho
kya gham hai jis ko chhupa rahe ho
Kaifi Azmi
10.kabhi jo KHwab tha wo pa liya hai
magar jo kho gai wo chiiz kya thi
Javed Akhtar
11.zindagi kya hai anasir mein zuhur-e-tartib
maut kya hai inhin ajza ka pareshan hona
Chakbast
1/1/24: #HasratMohani ( birth anniversary)
&
#RahatIndori ( birth anniversary)
2/1/24: #chupke
3/1/24 : #dosti
4/1/24: #Neeraj Gopal Das Neeraj ( birth anniversary)
5/1/24: #insaan
6/1/24: #JaleelManikpuri (death anniversary)
8/1/24: #raushan
9/1/24: #zamana
10/1/24 : #pahlu
11/1/24: #betab
12/1/24: #chaman / #bagh
13/1/24: #ashiqi
14/1/24: #HafeezJullandhari birth anniversary
&
#Faraz ( birth anniversary
&
#KaifiAzmi ( birth anniversary)
15/1/24 #MohsinNaqvi ( death anniversary)
16/1/24 : #ranjish
17/1/24: #JavedAkhtar (birthday)
18/1/24 #muskarana
&
Wasif Ali #Wasif ( death anniversary)
19/1/24: #Chakbast (birth anniversary)
20/1/24: #zindagi
21/1/24: #khwaab
22/1/24: #pareshan
23/1/24: #pahlu
&
#waqt
25/1/24 : #kabhi
26/1/24 : #khush
27/1/24: #lamhe
28/1/24: #gham
29/1/24: #dil
31/1/24 : #naya
No comments:
Post a Comment