Sunday 26 May 2019

Iss hafte #shair mein

prepared by Muzammil Bari

May 27: #Haan (use hashtag or verses that talk of acceptance, agreement, or similar words like qabool, manzoor, etc.)

May 28: #Naa (use hashtag or verses that talk of rejection, disagreement, or similar words like nahin, inkar, radd/manaa karna etc.)

May 29: #Lekin

May 30: #Agar

May 31: #Magar

June 1: #Shayad (words that talk of uncertainty - ho sakta hai, mumkin hai, ghaliban etc)

June 2: #Kavya

Sunday 12 May 2019

is hafte #shair mein

main ye kis ke nam likkhun jo alam guzar rahe hain 
mere shahr jal rahe hain mere log mar rahe hain 

koi ghuncha ho ki gul ho koi shaKH ho shajar ho 
wo hawa-e-gulistan hai ki sabhi bikhar rahe hain 

kabhi rahmaten thin nazil isi KHitta-e-zamin par 
wahi KHitta-e-zamin hai ki azab utar rahe hain 

Obaidullah Aleem


13th May -  #HasratMohani (death anniversary)
&
#gulistan

14th May - #shahr

15th May - #ghuncha (bud, flower etc)

16th May - #shajar (trees, plants etc)

17th May - #rahmat

18th May - #ObaidullahAleem (death anniversary)
&
#azab

19th #kavya #loktantra (suggested by Shailendra_bj)

Sunday 5 May 2019

Is after #shair mein

Prepared by Muzammil Bari

#May 6: #Haal (verses referring to all forms of present tenses eg. kar raha hai, jaa rahi hai, karti hai, etc)

#May 7: #Maazi (verses referring to all forms of past tenses or continuous tense ...eg. words like kar chuka / tha / thi etc)

#May 8: #Mustaqbil (verses referring to future tense.. eg. karunga)

#May 9: #Waqt (verses bearing the hashtag) 

#May 10: #Kaifi Azmi (death anniv)

#May 11: #Majeed Amjad (death anniv)

#May 12: #Kavya #PrakashManu 
&
#JaleelAali