Tuesday 9 October 2012

#kaarwan the theme in #shair on 9th Oct 2012

Pravesh Bhardwaj
main akela hi chala tha jaanib-e-manzil magar/ log saath aate gaye aur karwaan banta gaya -Majrooh #Shair #kaarwan [jaanib=towards]

Rana Safvi
Nayi Talaash naye raasToN ke baare meiN/Kissi bhatakTehue kaarvaaN se poochhooNga #Karwaan #Shair #Saqi @DrTahirZaidi @dhemansvinod

Nadeem Ahmad
Zindagi yun hui basar tanha, kaafila saath aur safar tanha... #Karwaan #Shair
Muzalim

@jam_must @romarizvi @aaquib_ @iamrana @mithelesh neend main mujko gafil kar gaya/aankh khuli to #karwaan tha chala gaya. #ByMe

Pravesh Bhardwaj
na idhar-udhar ki tu baat kar, ye bata ki kaafila kyon luTaa/ mujhe rahzanon se gila nahin, teri rahbari ka sawal hai #Shair #karwaan

romarizvi
@muzaalim: Raasta Kuch dhuan dhuan Sa Hai~Karwaan Ka Mujhay Gumaan Sa Hai.... #Karwaan #shair @iamrana @mithelesh @aaquib_ @shairoftheday

عالم اختر
pukar ai jaras-e-karawan-e-subah-e-tarab, bhatak rahe hain andheron main tere saudai! #NasirKazmi (#Shair #Karwaan )

عالم اختر
Wohi Kaarwaan, Wohi Raastay, Wohi Zindagi, Wohi Marhalay, Magar Apne Maqaam Par Kabhi Tum Nahin Kabhi Hum Nahin... ! (#Shair #Karwaan )

عالم اختر
Unke khat ki aarzoo hai unke aamad ka khayaal, kis qadar faila hua hai kaarwaaN re intezaar! #HasratMohani (#Shair #Karwaan )

عالم اختر
Nigah buland, sukhan dil- nawaaz,jaaN pur-soz, Yehi hai rakht e safar, meer e kaarwaan kay liye! #AllamaIqbal ( #Shair #Karwaan)

Abbas Nawazish
Sadaqaton ke safar par chala tu hai lekin ~ tujhe khabar bhi hai kitni rukawatein hongi. #Shair #Karwaan @iamrana @rockstarni @abidzaidi1

Muzalim
@sufitalks @drtahirzaidi @gulz146 @jam_must @rockstarni umeed zindagi ko tarak kar gaya/yeh #Karwaan Jo mujhe chod ke chala gaya #ByMe

Muzalim
Meri zindagi main andheroun ko thama diya/ Yeh #karwaan Jo mujhe chod ke chala gaya. #ByMe #Karwaan @iamrana @romarizvi @mithelesh @aaquib_

Abbas Nawazish
Raat Ki Raat Musafir Hoon Teri Basti Mein ~ Shab Ka Tara Hoon, Nazar Aa Ke Chala Jaon Ga. #Shair #Karwaan @blank_vers @neeraj4urlove

Anand Halve
@muzaalim @Rockstarni @UGpk #Karwaan Wah! Khush tanha, Nashaad tanha, Dua tanha, Balaa tanha :) Tanhai ke bhi rang kitne hain!

Yogesh Dixit
karvan guzar gaya gubar dekhte rahe ..http://youtu.be/3e7ekJHRFYY #Karwaan #Shair @iamrana @Hgk_dropofAzure @mithelesh

Gaurav Sharrma
Safar zindagi ka Karwaan-e-Muhajir jaise... Har moD se palat palat ke ghar dhoondey... #shair #byme #Karwaan @abidzaidi1 @demhadiabo

Gaurav Sharrma
#Karwaan-e-Ishq kashtiyo'n ka mohtaaj nahi hota... Azmaishein badi ho'n tou housle buland rakhiye.. #shair #byme #Taaza @iamrana

Gaurav Sharrma
Chala tha #karwaan jo mujhe saath lekar.. Wo sarhado'n ke pathro'n ke paar ja hua.. #Shair #byme @iamrana @AbidZaidi1

Abbas Nawazish
Haal mazi aur mus aqbil ki fikar kha gai ~ Ye safar kab khatam hoga admi ki soch ka. #Karwaan #Shair @iamrana @dost_rahman @suhelbaxi

BaAdShAh
बेदिली !!!! क्या यूँ ही दिन गुजर जायेंगे ...... सिर्फ़ ज़िन्दा रहे हम तो मर जायेंगे....." #karwaan #shair @iamrana

Leap of Faith
Zindagi ka muqaddar safar dar safar, Aakhirii saans tak beqaraar aadmi #Karwaan #Shair #NidaFazli @DrSalamAnsari @AbidZaidi1 @sameenakhan786

Leap of Faith
Dil se dhadkan khoon se azm-e-safar le jaayegaa, Waqt ek din chiin kar saare hunar le jaayegaa #Karwaan #Shair

Leap of Faith
Har ek safar ko hai mahfuus raaston ki talaash, Hifaazaton ki rivaayat badal sako to chalo #Karwaan #Shair #NidaFazli @Rockstarni

Leap of Faith
Kiya baadalon mein safar zindagii bhar, Zameen par banaya na ghar zindagii bhar #Karwaan #Shair

Leap of Faith
Zindagii ho gaii hai sulagtaa safar, Duur tak aa rahaa hai dhuaa.N saa nazar #Karwaan #Shair

Leap of Faith
Ham-safar ban ke ham saath hai.n aaj bhii, Phir bhii hai ye safar ajnabii ajnabii #Karwaan #Shair

Rana Safvi
hava-e-shauq ki quvvat wahaaN le aayii hai mujhko/ jahaaN manzil bhi gard-e-kaarvaaN maalum hoti hai #karwaan #shair #Seemab @DrSalamAnsari

Rana Safvi
hazaaroN kaarvaaN haiN raaste meN jo manzil par hai voh tanhaa bohat hai #Shair #Karwaan #Ashk @RumaisaMohani @sophiaahmed

Leap of Faith
Ja raha hoon gubaar ke piichhe, Kiska hain karwaan nahi maloom #Karwaan #Shair
Rana Safvi

tahii zindagii se nahiiN ye fizaayeN/ yahaaN saikDoN kaarvaaN aur bhii haiN #Shair #Karwaan #Iqbal @SAskarihassan @Blank_Verse

anand pandey
@iamrana @your_yogi @Hgk_dropofAzure @mithelesh ..ba-yaad-e-raftagaa.n in mutthiyo.n mein.. Gubaar-e- #karwaan rakha huaa hai.."

Badmash bachha
Dil me mail juban par Urdu kuch sharm karo Besharmon.Tumne to shayari ko dhandhe ka #karwaan bana rakha hai. @Nazneen44S #shair

Rana Safvi
Justajoo maaNd parti jati thi Dil ajab kaarwaaN me shamil thaa #Shair #karwaan @your_yogi @Hgk_dropofAzure @mithelesh

Rana Safvi
Sare manzar Ghubaar E pas E #karwaan hogaye,baam O dar sab dhuaN hogaye/ Ab munajat k waqt hai ghar chalo!sair k ja chuki,khaak uRa li gayi

Muzalim
@Rockstarni @anandhalve Bichar ke karwaan se main aisa hua tanha/thaka tanha, gira tanha, utha tanha, chala tanha. #Karwaan @UGpk

Muzalim
@iamrana @jam_must Bichar ke karwaan se main aisa hua tanha/thaka tanha, gira tanha, utha tanha, chala tanha. #Karwaan @Abidzaidi1

Rana Safvi
LahlahaayeNgi phir khhetiyaaN, #karwaaN karwaaaN/ Khul ke barsega abr E karam, sabr kar sabr kar #Shair @urooj_q @SufiTalks @godfatheriv

Rana Safvi
Rah navard E bayabaan E gham, sabr kar sabr kar/ Kaarvaan phir mileNge baham, sabr kar sabr kar #karwaan #shair #Nasirkazmi @gynec @neela54

Rana Safvi
Main apne ghar ki taraf jaarahaa huN yuN ‘Muhsin’ K jaise luT ke, kisi ban mein kaarvaaN jaaye #Shair #Karwaan @jam_must @anandhalve

Rana Safvi
Nayi Talaash naye raasToN ke baare meiN/Kissi bhatakTehue kaarvaaN se poochhooNga #Karwaan #Shair #Saqi @DrTahirZaidi @dhemansvinod

Rana Safvi
@Ali_Gilgiti waah Muhammad sb aap tags bhi pls laga den schedule ke mutabiq. aaj #karwaan hai aur #shair. Usse iski group men pehchaan hai

Rana Safvi
Bas ek nigaah se lut_ta hai qaafila dil ka/ So reharwaan-E-tamanna bhi dar ke dekhte haiN #karwaan #shair #Faraz @satyavrata9 @Blank_Verse

amjad
Humara Qafila lootna koi aasaan nahin / Nazar hum log rehzan Par Nahin Rehbar pe Rakhte hain #Karwaan #Shair

Rana Safvi
Na koi samt na manzil so Qaafila kaisa RawaaN hai bheeR faqat be-Qayas logoN Ki #karwaan #shair #Faraz @AbidZaidi1 @JamaalFatima @shams_z

Rana Safvi
Sarshari-E-rahbari meN dekha/ Peechhay mera qaafila nahiN hai #ParvinShakir #karwaaN #shair @Tarique_Anwer @Rockstarni @SHABANA_SAHER
amjad

Tamez rehbar o rahzan abhi nahin mumkin / zara thehro ke bala ka gub'bar rah me hai #Karwaan #Shair

Rana Safvi
@ChaloSaneema wah ( one suggestion. #shair tag is used as oer its schedule. aaj ka theme hai #karwaan. Pls uspar tweet karen)

Rana Safvi
Tu bhi aamaada-e-safar ho,Firaq Qaafile ustaraf lage jaane. #karwaan #shair @Jibrran @_manishh @muzaalim

Rana Safvi
Raftgaa’n ke jahaa’n mei’n hum bhi ham, Saath is karwaa’n ke hum bhi ham. #karwaan #shair #Meer @anandnama @suhelbaxi @guptabn

Rana Safvi
Qaafile mei’n subah ke ik shor hai, Yaani ghaafil hum chale, sota hai kya! #karwaan #shair #Meer @AbidiRuby @nikkupikku @akhtar978

Rana Safvi
Sar zameen-e-Hind par aqwaam-e-aalam ke Firaq, Karwaa’n aate gaye, Hindustan banta gaya.#karwaan #shair @madversity @Sanjay_Dixit

Rana Safvi
Safar karte hue manzil ba manzil ja rahe hai’n hum, Mujhe yeh saari duniya karwaa’n maaloom hoti hai. #karwaan #shair @Nazneen44 @Dev_RajS

Maham,
Wohi manzilen wohi rasta wohi kehkashaiye wohi #karwaan. Mager apny apny muqam par kabhi tm nahi kabhi hm nahi, #karwaan# shair, @jAm_mUst

Badmash bachha
Nazneen @Nazneen44 ye hai iss desh ka double standard jab ye hi shabd National TV par sunte ho to sharm nahi aati ? #Shair #Karwaan

Maham,
Hazaro manzilen hon gi hazaro #karwaan hon gy. Nigahen hamey dundhey gi mgr hum na-jany kaha ho gy. #karwaan# shair, @jAm_mUst

amjad
Ae #Karwaan-e-Inqilab-o-Gul tum ko yaad ho / Hum Meer-e-Karwaan the abhi kal ki baat hai #Shair #Mohsin @AbidZaidi1 @suhelbaxi @mithelesh

Nazneen
Ek karwaan-e-hayaat kuch yun bhi guzra #Nazneen , Thi jaanib bekali lekin sukun uski baahon me tha. #Shair #Karwaan @iamrana @dev_rajs

anand pandey
---> "Uss k laut aane ka khwaab dekhti aankhein / Shaam se dareechey mein.. rakh ke baith jatey hain" #safar #Karwaan @shairoftheday #apfav

AbidZaidi1
"Na To Karwaan Ki Talash Hai..." - Barsaat Ki Raat - Ultimate Qawwali Song - http://www.youtube.com/watch?v=996FZokJ2jI #Shair #Karwaan @iamrana @desi_DaVinci

Rana Safvi
SubhanAllah "@anandnama: "Aage ka safar sirf meri ruuh karegi, ye jism ab saaman-e-safar lagne laga hai" #Safar #karwaan #shair #apfav

কেল্টু দা
zindagii yuu.N hu_ii basar tanhaa // qaafilaa saath aur safar tanhaa #Gulzar #Shair #Karwaan @iamrana @saurabh_prayag @nikkupikku

amjad
Har ghadi hadaso'n ka ek naya hai silsila / ladkhadati khuwahisho'n ka #Karwaan hai zindagi #Shair @albellee @Princ3x99 @satlajrahat

anand pandey
"Aage ka safar sirf meri ruuh karegi, ye jism ab saaman-e-safar lagne laga hai" #Safar #karwaan #shair #apfav @iamrana @suhelbaxi @romarizvi

amjad
Theharta Nahin #Karwaan-E-Wujud K Har Lehja Hai Taza Shaan-E-Wujud / Samjhta Hai Tu Raaz Hai Zindagi Faqat Zauq-E-Parwaaz Hai Zindagi #Shair

anand pandey
"Jidhar jaate hain sab, jana udhar achcha nahi lagta, mujhe pa-maal rassto.n ka safar achcha nahi lagta..." #Karwaan #Safar @shairoftheday

anand pandey
#karwaan -e-shehar k naam "Hai ajeeb shahar ki zindagi na safar raha na kayam hai / Kahii.n karobar si dophar, kahii.n badmijaz si sham hai"

सौरभ श्रीवास्तव
हमने तमाम उम्र अकेले सफ़र किया / हम पर किसी खुदा की इनायत नहीं रही #Karwaan #Shair @aptrivedi @guptabn @suhelbaxi @nitin_jaunpuri

amjad
Kayi Gehre Sawalo'n Ka #Karwaan Ho Jaise Koi / Yun Meri Peshani Pe Salwato'n Ki Kashmakash #Shair

Nazneen
Iss ishq me haar se na mayoos hona #Nazneen , Ye hayaat-e-karwaan-e-ishq hi to hai. #Karwaan #Shair @iamrana @dev_rajs @AbidZaidi1

सौरभ श्रीवास्तव
मैं अकेला ही चला था जानिबे मंजिल मगर / लोग साथ आते गये और कारवां बनता गया #Karwaan #Shair

amjad
Fursat ki shaam, dil ki udaasi, tumhari yaad / Tanhayi mein bhi kitna bada #Karwaan hai saath #Shair @RaikhtaJaan @jAm_muSt @anandhalve

amjad
Mera humsafar Jo ajeeb hai, To ajeeb tar meri zaat B / Mujhe manzilon ki kharar nahi, usay raaston ka pata nahi #Karwaan #Shair @Rockstarni

amjad
Ulfat k #Karwaan ko bandishoon mei na jakad / palak jhapakte yahan manzar badal jaate ha #Shair @Nazneen44 @romarizvi @fareeha_farooq

amjad
Luta' kar jamaal o wafa ka #Karwaan koi / behte lamhaat mein muskuraaye koi #Shair

ਇੰਦਰ
Bohat khuub! @suhelbaxi: Pare Hai Charakh-E-Neeli Faam Se Manzil Musalman Ki/ Sitare Jis Ki Gard-E-Rah Hon, Woh #Karwaan Tu Hai

amjad
Hai Jo Zindagi Ye Rawa'n Dawa'n, Ye Jo Khwahisho'n Ka Hai #Karwaan / Kahin Manzilo'n Ka Na Ho Nishaan Jo Dilo'n Mei Azm e Safar Na Ho #Shair

Anand Halve
Mai so raha thaa kisi yaad ke shabistaan mein, jagaa ke chhod gaye qaafile sahar ke mujhe #Shair #Karwaan #NasirKazmi

amjad
Manzil bhi, kaarwan bhi, musafir bhi khud raha / Saathi bane na Hamare chaand sitaare tho kya hua? #Karwaan #Shair @mithelesh @suhelbaxi

Smile
Pare Hai Charakh-E-Neeli Faam Se Manzil Musalman Ki/ Sitare Jis Ki Gard-E-Rah Hon, Woh #Karwaan Tu Hai #Shair #Iqbal

Jam_e_Mustafa Chohan
Pas-e-#karwaan Sar-e-Rehguzar main shikista Pa hun tou is liye/kai Qadam tou sbne mila liye mera dil ksi se mila nahi #shair @Farririzvi

amjad
Main Safar-e-Aaghaz Kiya Karta Aana K Dasht Mein / Mera Saya, Rah Ki Sab Se Bari Dewaar Tha #Karwaan #Shair @Rockstarni @SoULinStillNESS

amjad
Qayaamat hai ke hue muddaii ka humsafar ‘Ghalib’ / Wo kaafir jo Khuda ko bhi na saunpaa jaaye hai mujhse #Karwaan #Shair

amjad
Taa Umr Dhoondta Raha Manzil Main ishq Ki / AnJaam Ye K Gard-E-Safar Le K Aa Gaya #Karwaan #Shair @jAm_muSt @vchatting @bhatnagarpoonam

amjad
Taaq par jusdaan mein lipti Dua'ein rahgayi / Chal diye bete safar par ghar mein Maa'en rahgayi #Karwaan #Shair @iamrana @AbidZaidi1

Smile
Zindagi Yun Hui Basar Tanha/ Qaafila Saath Aur Safar Tanha #Karwaan #Shair @iamrana @saurabh_prayag @GayatriiM

amjad
Yaad rahega Ta umra humko ye safar / Fursat se kabhi soche'n ge Kya khoya aur kya paaya #Karwaan #Shair @AbidZaidi1 @Nazneen44 @RaikhtaJaan

Jam_e_Mustafa Chohan
Mai Akela hi chalta tha janb_e_Mazl magar/log sath milte gae #karwaan banta gya #shair

amjad
Mere Saath Saath Ravaa'n To Hai Koi Sayaa Sa Kisi Yaad Ka / Hai Wohi Shareek-E- Safar Mera Jo Mera Shareek-E-Safar Nahi #Karwaan #Shair

amjad
Apni taqdeer gar sanwar jaie, zindgi ishq me guzar jaie / bah gaya hai guroor basti ka, kah do darya se ab utar jaie #Karwaan #Shair

WhoTheCares
Safar ki had hai wahaan tak, ke kuchh nishaan rahe... Chale chalo ke jahaan tak ye aasmaan rahe" #Safar #Karwaan

Dr Minoo Bhagia
muhabbat ke naqshe , tamanna ke khaaqe / banaaye chalaa jaa , mitaaye chala jaa #shair #karwaan / majaz

Dr Minoo Bhagia
haseeN bhi tujhe raaste mein milenge / nazar mat mila , muskuraaye chala jaa #shair #karwaan / majaz

Dr Minoo Bhagia
musaafir yun hi geet gaaye chala jaa / sar e rahguzar kuch sunaaye chala jaa #shair #karwaan /majaz

Dr Minoo Bhagia
kabhi muraadvaron se chudaa'o daaman / kabhi naseeb ke maaron ko saath le ke chalo #shair #karwaan / '' adam''

Jam_e_Mustafa Chohan
Rnwadawan rahe ye zindagi ka #Karwaan #Shok / Ham Na Sahi Ham jesa koi aor Sahi #me @shabana_saher @sai_ki_bitiya

Jam_e_Mustafa Chohan
Jo bichad Gae hain zindagi kai #karwaan main/mulaqat unse bhi karunga agle jahan main #shair

amjad
Thak kar girain'ge jis dum bahoon mein teri aa kar / Us dum bhi kaun janay hum kis safar mein hon'ge #Karwaan #Shair @Rockstarni @romarizvi

Dr Minoo Bhagia
mujhko na raas aaye bahaaron ke kaafiley / barsaat mein jo jal gaya , wo aashiyaan hun main #shair #karwaan / '' taahir ''

Mami
Jane kis des se dil me aa jate hain Chandni raat me dard k karwan,Maslehat chahti hai k manzil mile aur dil dhundhta hai koi #karwaan #Shair

Ambreen
"@AbidZaidi1: "Palko.n ko uski apne dupatte se ponch du.n~Kal ke safar mei.n aaj ki gard-e-safar na jaaye" #Shair #Shakir #Karwaan @juneymb"

amjad
Ye bhi kiya kam hai ke teri tamanna me jiyen / lutf-e-manzil na sahi hasrat-e-manzil hi sahi #Karwaan #Shair @jAm_muSt @SoULinStillNESS

amjad
Manzil to khush naseebo'n mei taqseem ho gi / Hum khush khayal log abhi tak safar mein hain #Karwaan #Shair @Rockstarni @Nazneen44 @iamrana

Jam_e_Mustafa Chohan
Ye #safar nahi azab hai yahan harksi pai Naqab hai/Yahan badGumani Ka raaj hai YAHAN Bewafaii Riwaj hai #Shair #Karwaan

जौनपुरी
जब सुपुर्दे-ख़ाक हों तो ग़र्द छटती है यहां / कितना बदकिस्मत हमारा कारवां है ज़िन्दगी #karwaan #shair

Mami
Main akela hi chalaa tha jaanib-e-manzil magar ,Log saath aate gaye… karavaan banta gaya #Shair #Karwaan #Majrooh

R@njêêt
ज़िन्दगी फकत एक हमसफ़र चाहती है कारवां नहीं ..! गर तू मिल जाये कहीं तो सफ़र मुकम्मल हो जाये ..! [10:Oct:2012] #Karwaan #Shair

जौनपुरी
तन्हाई से हमारा है वास्ता पुराना, ऐ काश रहगुज़र में ना साथ कारवां हो #karwaan #shair

Bashirbagdadi
#karwaan phool be parwah hain, tu garm-e-nawa ho ya na ho--karwaan be his hai, aawaz-e-dra ho ya na ho.-Iqbal.

amjad
Na zameen hai teri karar gah na falak hai manzil-e-jazba-e-dil / badi der se hai safar mera teri yaad se teri yaad tak #Karwaan #Shair

Dev
Nam-e-saba, mai'ae-mehtab, itr-e-zulf-e-shameem / vo kia gaya kay koi #karwaan rawana huwa... #shair @iamrana @AbidZaidi1 @shams_z

Mami
Hamsafar chaahiye, hujoom nahin ; Ek musaafir bhi, qaafila hai mujhe #Faraaz #Karwaan @iamrana

عثمان غنى
Mein akela hee chala tha janib e manzil magar, Log saath aatey gaye aur #karwaan banta gaya... #shair
Urooj_S.Q

Ae karwan-E-inqilab-O-gul tumko yaad ho Hum meer-E-karwaan thay abhi kal ki baat hai #Karwaan #Shair @iamrana

amjad
Rah-e-wafa ke musafir ko kaun samjhaye / ke is safar me koi hamsafar nahi milna #Karwaan #Shair @SoULinStillNESS @Urduu @priyankajyoti

Jam_e_Mustafa Chohan
Manzlen tou kb ki khush nasebon mai bntt chuki/ham khush khayal log abhi tak #Safar mai hain #shair #karwaan @DrTahirZaidi @suhelbaxi

amjad
Milte hain dur ja ke darya ke do kinaray / chahaton se kaho safar ka andaz na badlein #Karwaan #Shair @Rockstarni @SHABANA_SAHER @Nazneen44

जौनपुरी
@AbidZaidi1 साथी न कारवां है ये तेरा इम्तिहां है /यूँ ही चला चल दिल के सहारे/ ओ राही, ओ राही... another #epic #karwaan #shair :)

Urooj_S.Q
Qatar e shesha hai ya karwaan e humsafran, Kharam e jaam hai ya jaise kainat chale. #Karwaan #Shair

amjad
Ye kaisi dhun mein hum tum safar ka agaz ker baithe / tumhe'n ankhe'n nahi milti hume'n chehra nahi milta #Karwaan #Shair @Nazneen44

Urooj_S.Q
Wohi ahal e karwaan hain wohi behisi ka aalam, Na kisi ko manzil na gham e shikasta pani. #Karwaan #Shair

जौनपुरी
मैं जुल्मत-ए-शब में लेके निकलूंगा अपने दरमांदा #tired कारवां को/ शरर फसां होगी आह मेरी, नफ़स मेरा शोला बार होगा #karwaan #shair #iqbal

amjad
Hai Shouq e Safar Aisa' ek Umer se Yaaro / Manzil B Nahi Payi' Raasta b nahi Badla #Karwaan #Shair @Rockstarni @RaikhtaJaan @jAm_muSt

AbidZaidi1
"Palko.n ko uski apne dupatte se ponch du.n~Kal ke safar mei.n aaj ki gard-e-safar na jaaye" #Shair #Shakir #Karwaan @Ambreenzaidi @juneymb

जौनपुरी
आसां नहीं है कोई मन्ज़िल को ढूंढ़ना भी/ अक्सर लगे जहां वो होती वहां नहीं है #karwaan #shair

Jam_e_Mustafa Chohan
Saathi ho agar tum sa manzil ki tamana kia/humko #Safar Piyara manzil ka khuda hafiz #Shair #Karwaan @iamrana @abidzaidi1 @romarizvi

Dr Minoo Bhagia
kisi sahra miein bichad jaayenge sab yaar mere / kisi jungal mein bhatak jaayega lashkar mera #shair #karwaan / nafees

जौनपुरी
कुछ भी कहो मुझे तुम ,आवारा या मसीहा , अब रहबरों भरोसे यह कारवां नहीं है #karwaan #shair @saurabh_prayag

Urooj_S.Q
4) Jin yaado ko sanjo ke rakha tha dil mein haantho se chalakkar woh honton par teherte rahe #karwaan badhta ... http://m.tmi.me/xTlq2

amjad
Azal se be-simt justuju ka safar hai dar pesh pani'on ko / kise khabar kis ko dhondhta hai meri tarah raygan samandar #Karwaan #Shair

Tarique Anwer
@iamrana Na to #karwaaN ki talash hai na to humsafar ki talash hai/mere shauk-e- khanakharaab ko teri rehguzar ki talash hai. #shair

Dr Minoo Bhagia
sahra kii dopahar mein hun bargad ka ek ped / thahra hua safar hun , musaafir kii raah hun #shair #safar #karwaan / maazid baaqri

Urooj_S.Q
3) jinke tajurbe mei thi purani dhadkane humari dhadkano mei woh apne jazbaat dhundhte rahe #karwaan badhta gaya ... http://m.tmi.me/xTlh1

Urooj_S.Q
2) us dhool ki kimat bas ye zameen hi janti hai musafir to bas kadmo k nishan chodte rahe #karwaan badhta gaya ... http://m.tmi.me/xTlfL

Urooj_S.Q
1) Gunguni dhoop mei kuch khayaal pighalte rahe #karwaan badhta gaya aur saath chootte rahe #Shair @shairoftheday

Rana Safvi
@Jibrran sorry I just pressed on the hashtag and then realised. #karwaan is spelling on blog

Yogesh Dixit
हम लुटे-लुटे, वक्त से पिटे-पिटे, साँस की शराब का खुमार देखते रहे कारवां गुज़र गया, गुबार देखते रहे।-गोपालदास "नीरज"#Shair #karwaan

amjad
Pas-e- #Karwaan, Pas-e-Rahguzar, Main jo haara hoon to bas is liye / Ke Qadam to sub se mila liye, Mera dil kisi se mila nahin #Shair

amjad
Bichad ker #Karwaan se rah-ro aysa hua tanha / thaka tanha gira tanha utha tanha chala tanha #Shair @Rockstarni @iamrana @AbidZaidi1

Yogesh Dixit
लुट गये सिंगार सभी बाग़ के बबूल से, और हम खड़े-खड़े बहार देखते रहे कारवां गुज़र गया, गुबार देखते रहे!-गोपालदास "नीरज"#Shair #karwaan

जौनपुरी
और हम डरे-डरे, नीर नयन में भरे, ओढ़कर कफ़न, पड़े मज़ार देखते रहे कारवां गुज़र गया, गुबार देखते रहे #karwaan #shair @AbidZaidi1

Yogesh Dixit
इक मुसाफिर ने कारवां पाया। कातिलों को भी मेहरबां पाया. मेरे किरदार की शफाक़त ने- हर कदम एक इम्तिहाँ पाया।#Shair #karwaan

Rana Safvi
safar-e-manzil-e-shab yaad nahii.n log ruKhsat huye kab yaad nahii.n #NasirKazmi #karwaan #Shair @romarizvi @SoULinStillNESS

Dr Minoo Bhagia
swapn jhare phool se..Rafi -Neeraj-Roshan-Nai Umar KI nai Fasal1965-Trib...: http://youtu.be/hQbj5izjy5Y via @youtube #shair #karwaan

Dr Minoo Bhagia
lut gaye singar sabhi baagh ke baool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe , karvan guzar gaya gubar dekhte rahe #shair #karwaan #neeraj

AbidZaidi1
@JamaalFatima "Mai.n akela hi chala tha, janib-e-manzil, magar~Log sath aate gaye aur #Karwaan banta gaya" #Shair @iamrana

عثمان غنى
bas itni si khata par rahbari chheeni gayi hum sey, ke hum sey qafiley manzil pe lutwaye nahi jatey #karwaan #shair @iamrana @aptrivedi

AbidZaidi1
"Thakan to agle safar ke liye bahaana tha~Usse to yu.n bhi kisi aur simt jaana tha" #Shair #Karwaan

Smile
Safar Ki Had Hai Wahaan Tak Ke Kuch Nishaan Rahe/ Chale Chalo Ke Jahaan Tak Ye Aasmaan Rahe #Karwaan #Shair @iamrana @kris230450 @romarizvi

Smile
Har Ik Safar Ko Hai Mahfooz Raaston Ki Talaash/ Hifaazaton Ki Riwaayat Badal Sako To Chalo #Karwaan #Shair @iamrana @juneymb (Congrats)

Smile
Safar Men Dhoop To Hogi Jo Chal Sako To Chalo/ Sabhi Hain Bheed Men Tum Bhi Nikal Sako To Chalo #Karwaan #Shair @iamrana @Narpatipareek7

Mami
@iamrana #Correction :) Aur Hum Khade-Khade Bahaar Dekhte Rahe, Karvan Guzar Gaya, Gubar Dekhte Rahe #Neeraj #Karwaan
Smile

Safar karte hue manzil ba manzil ja rahe hain hum/ Mujhe yeh saari duniya karwaa’n maloom hoti hai. #Karwaan #Shair @iamrana @SHABANA_SAHER

Smile
Mai’n akela hi chala tha jaanib-manzil, magar/ Log saath aate gaye aur karwaa’n banta gaya. #Karwaan #Shair @iamrana @romarizvi @kris230450

Smile
Sar zameen-e-Hind par aqwaam-e-aalam ke Firaq/ Karwaa’n aate gaye, Hindustan banta gaya. #Karwaan #Shair @iamrana @AuteurPravesh

Fatima Jamaal
Nikla tha akela jaanib-e-manzil magar, log aathey gaye karvaan chaltha gaya! #Karvaan #shair @iamrana @AbidZaidi1

Rana Safvi
Aur hum khade rahe #karwaan guzar gaya, ghubaar dekhte rahe #myFav #Shair @AbidZaidi1 @Ambreenzaidi @saurabh_prayag

Pravesh Bhardwaj
karwaan guzra kiya ham rahguzar dekha kiye/ har qadam par naqsh-e-pa raahbar dekha kiye -Fani Badayuni #Shair #karwaan

जौनपुरी
स्वप्न झरे फूल से,मीतचुभे शूल से,लुटगये सिंगार सभी बाग़ के बबूल से,औरहम खड़े-2 बहार देखते रहे #Karwaan गुज़र गया,गुबार देखते रहे #Shair

AbidZaidi1
"Chalte rahte hai.n, ki chalna hai musafir ka naseeb~Sochte rahte hai.n, ki kis raahguzar ke ham hai.n" #Shair #Nida #Karwaan

AbidZaidi1
"Apni marzi se kahaa.n, apne safar ke ham hai.n~Rukh hawao.n ka jidhar ka hai, udhar ke ham hai.n" #Shair #Nida #Karwaan

AbidZaidi1
"Safar mei.n dhoop to hogi, jo chal sako to chalo~Sabhi hai.n bheed mei.n tum bhi, nikal sako to chalo" #Shair #Nida #Karwaan


Pravesh Bhardwaj
apni marzi se kahan apne safar ke ham hain/ ruKh hawaaon ka jidhar ka hai udhar ke ham hain -Nida Fazli #Shair #karwaan

Mubassir Latifi
Jahan say #Karwaan bhool jaatay hain rasta // Wahin say nikal aati hain nayi manzil ki raahien. #Shair @iamrana @AbidZaidi1 @Salman_nizami

Mubassir Latifi
Main akela hi chala tha janib-e-manzil magar // Log sath aate gaye aur #Karwaan banta gaya #Shair @iamrana @Salman_nizami @AbidZaidi1

जौनपुरी
@Rockstarni अब जिस तरफ से चाहे गुजर जाए कारवां/ वीरानियाँ तो सब मिरे दिल में उतर गयीं #Shair #kaarwan

फर्जी आदमी
hazaron manzile hongi hazaron #Kaarwan honge Nigahe ham ko dhoondhegi na jane Ham kahan honge #Shair”

Syeda Saira Basit.
@sameenakhan786: hazaron manzile hongi hazaron #Kaarwan honge Nigahe ham ko dhoondhegi na jane Ham kahan honge #Shair”

irshad khan
@sameenakhan786 #Kaarwan #Shair bewafa pyaar ke rahon me gam use tod diya ? Kitna najok hai mera dil use kyo tod diya

Rita_rg
Na jaane!"@sameenakhan786: hazaron manzile hongi hazaron #Kaarwan honge Nigahe ham ko dhoondhegi na jane Ham kahan honge #Shair"

Sameena Khan
hazaron manzile hongi hazaron #Kaarwan honge Nigahe ham ko dhoondhegi na jane Ham kahan honge #Shair

Gaurav Sharrma
Shareek-e-Kaarwan Rahiye magar iss Shaan se... Ke rukiye tou muD ke #kaarwan ka Karwaan dekhe.. #shair @iamrana
Gaurav Sharrma

ठहर जाती हैं पल भर के लिए सेहने-गुलिस्ताँ में .... बहारें अब भी दीवानों का कहना मान लेती हैं .... #shair #kaarwan #munawwarRana

Prasoon Dixit
Jo bichhad gaye is zindagi ke kaarwan mein … / Mulaaqaatein unse bhi hongi, jab main mar jaaoonga … #Kaarwan #Shair @iamrana

amjad
Pas-e- #Kaarwan, Pas-e-Rahguzar, Main jo haara hoon to bas is liye / Ke Qadam to sub se mila liye, Mera dil kisi se mila nahin #Shair

amjad
Bichad ker karwan se rah-ro aysa hua tanha / thaka tanha gira tanha utha tanha chala tanha #Kaarwan #Shair

Swati Sani
Aur ham khade khade bahar dekhte rahe / #kaarwan guzar gaya gubaar dekhte rahe #Neeraj #Shair http://youtu.be/AjeAynC5xa8

Rana Safvi
Aaj #Shair ka #kaarwan ek nayi manzil ki taraf chal diya hai. Aap sab se guzarish hai ke uske saath jud jaayen

Muzalim
@iamrana @neela54 @suhelbaxi Main akela hi chala tha janib manzil magar/log sath aate gaye aur kaarwan banta gaya. #Kaarwan

Rana Safvi
Khaar-o-Khas to uTheN, raasta to chale maiN agar thak gaya, qaaflaa to chale #kaarwan #Shair #Kaifi @omaral_mukhtar @vchatting @shatrughna

Rana Safvi
Kaun sa qafila hai yeh jis ke jaras ka hai yeh shor Main to niDhal hogaya hum to niDhal hogaye #kaarwan #Shair #JonElia @suhelbaxi @neela54



1 comment:

  1. Sadaqaton ke safar par chala tu hai lekin ~ tujhe khabar bhi hai kitni rukawatein hongi.

    Assalamualaikum. Ye shair kis shayer Ka hai?

    ReplyDelete