KyuN mujh pe hua hai mehrbaaN tu
Ek zarra-e-khaak aur kahaaN tu
Ek zarra-e-khaak aur kahaaN tu
MaiN dhoop ki aadi ho chali thi
KyuN mujh pe bana hai sayebaaN tu
KyuN mujh pe bana hai sayebaaN tu
MaiN teri zameen-e-nisf-e-shab huN
TaaroN bhara mera aasmaaN tu
TaaroN bhara mera aasmaaN tu
Aise hi hamaari soch yekjaan
MaiN nutq tera, meri zabaaN tu
MaiN nutq tera, meri zabaaN tu
Parveen Shakir
6th : #meherbaan ( any verse which talks of gratitude etc)
7th : #khaak ( humility & mitti)
8th : #dhoop/ saaya
9th : #shab/#shaam
10th : #taare /#asmaan
11th : #yekjaan ( togetherness, brotherhood etc)
12th: #HareramSameep #kavya
काव्य के मित्रों को मेरा अभिवादन ... हरेराम समीप
ReplyDeleteSwagat hai aapka twitter par #shair #kavya men . Ravivar ko #kavya men kavi aap hain . Aap apni kavita ko share karne wale mitron ko ashirwad den ..
ReplyDelete