Sunday 5 January 2020

Iss hafte #shair mein

zamāna hai ki guzrā rahā hai
ye dariyā hai ki bahtā rahā hai
vo uTThe dard uTThā hashr uTThā
magar dil hai ki baiThā rahā hai
lagī thī un ke qadmoñ se qayāmat
maiñ samjhā saath saayā rahā hai
Jaleel Manekpuri

6th : #JaleelManekpuri death anniversary

7th : #zamana

8th : #dariya

9th : #hashr

10th : #dard

11th : #qadam

12th: #Faraz birth anniversary
#kavya- #dohe

No comments:

Post a Comment